****Time passssss *** October

Re: ****Time passssss *** October

koi baat nahi, cooking ki book le lein sab aajaega :stuck_out_tongue:

Hain?? To sardiyan abhi ai kahan se hain, sirf raatein thandi hain, din me dhoop kafi chubhti hai..

Tandoor ki 1½ ghar ki 1 bhi nahi banti :hoonh: