****Time passssss *** October

Re: ****Time passssss *** October

Seriously?? :o aapko bong paaye ka nahi pata ??

O tussi punjabi v haigay o k nai??

Bong ki boti jisay machli ki boti bhi kehte hain.. Raan ke sabse upar wale me gray and bluish shades wale gosht ko kehte hain ko janwar ki taangon ki haddi ke saath pakte hain.. Saath me bohat sari curry/shorba hota hai..