Re: ****Time passssss *** October
Urdu aur hindi ka birth eik hi lagbhag lagbhag eik hi tym hua..dono ke kaafi words samilar hain..urdu me Persian influence hai toh right to left likhte hain aur hindi mai sanskrit toh left to right..2009 me Mr. Shah faisal urdu literature optional se civil services exam me 1st rank laye the..meri tarah wo bhi Allama Muhammad Iqbal sahab ki Shaheen ke kayal hain.