dekho maine 1/2 kg cham cham, 1/2 kg gulaab jaamna, 1/2 kg ballo shahi, 1/2 kg pateesa aur 1/2 khoya liya uss ke 1390 bane. khoya 270 ka tha to 2 kilo mithyai ka bane Rs 1120.. to ek kilo ke Rs 560.. ye kaafi achi aur mashoor dukan hai.. mehmood Sweets ke naam se idhar water pump ke qareeb
ikko waari mera cousin shoda ye keh ke Sehwan ke mele main le gaya ke wahan book fair bhi hoga.. gaye to wahan Farsi ki chand books ke ilawa sannata tha books ke naam per. phir uska cousin hamen leke gaya maut k kunwan ka show dikhane.. aur hamen pata chala ke waha n ye karawaiyan bhi hoti hai.. konsa gaana tha jis pe khusra dance kar raha tha… ‘Tum sa koi piyara koi masoom nahin hai’ aur ‘husn hai suhana, roop ka khazana, tum pe hai lutana. aake deewane mujhe gale se laga’
dekho maine 1/2 kg cham cham, 1/2 kg gulaab jaamna, 1/2 kg ballo shahi, 1/2 kg pateesa aur 1/2 khoya liya uss ke 1390 bane. khoya 270 ka tha to 2 kilo mithyai ka bane Rs 1120.. to ek kilo ke rs 560.. ye kaafi achi aur mashoor dukan hai.. mehmood Sweets ke naam se idhar water pump ke qareeb
wah g wah, sari vardat suna di. Ya sub chezain guest he kha jain gain. Apny lye kya bachy ga Kam az kam 1 kg tou lay har chez.