Time Pass - جولائی - رمضان کا مہینہ

Re: Time Pass - جولائی - رمضان کا مہینہ

:omg:

waisay yaar mairi bhi aik dafa jaib kut gai aur rastay main aik banday nay taras kha kar mujhay chicken piece khilaya tha :yummy:
uss ko mairi nadeedi nigahooN say dar lag gia hoga kah yah hazam naheen honay day ga iss ko bhi khila do :rotfl: