Re: Time Pass - جولائی - رمضان کا مہینہ
idhar bhi aab to kuch mard yahi soch kar shadi kartay haiN kah aurat job karti hay to ghar ka guzara acha chalay ga leekiN maira zati khiyal hay kah Aurat par zulam hay kah job bhi karay to ghar aa kar ghar kay bhi saray kaam karay aur Mard sirf enjoy karay.
maiN nay buhat see auratooN ko daikha hay iss tarah aur unn kay marad unn ko koi shabahsi bhi naheeN daita haiN