Re: Time Pass - جولائی - رمضان کا مہینہ
Kiss kiss ko rokain gay fahaashi phailaanay say.
It is a losing proposition.
Hawaa hi aisi chal nikli hai.
Bai-hayyaaee main attraction hi bohut hai.
Aur jo maza burqay say nikal kar bikini pehennay main aata hai vo shaayad yeh Pakistani naik Parveenain hi bataa sakti hain. :emmy:
Aur ramzaan main bai-hayyaee ka to mazaa hi aur aata hai.