Re: Time Pass - جولائی - رمضان کا مہینہ
Allah ka wasta ghanti aur cell tones change kar lain, kal shaam aik banday nay Azan laga rakhi thi cell par jub cell baja to logooN nay aftar kar li
main cheekhta rah gia leekan sub nay kah net par 4 minute ka farq hay leekin akhir main maan giay kah ghalti ho gai ![]()