Time pass

Re: Time pass

yeh sher dekh ker to aur darrr lag raha hai :eek:

Re: Time pass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Time pass

:wsalam:

Suraj ka darwaza khula, thandi thandi chali hawa
Jaago Jaago subh hui, jaago jaago subh hui

Re: Time pass

:crying: 1.2.3 aa gai :blush:

Re: Time pass

abb 9 2 11 ho jayoo .. :crying:

Re: Time pass

ab subh ho gai hamari bhi :D raat ke baara baje kis ki subh ho gi

Re: Time pass

:salam: merii to subHo sar-e-shaam hii ho jaatii hai :slight_smile:

Re: Time pass

Walaikum Assalaam :D Abhi aap ke shehar mein shaam nahi hoi hai :p

Re: Time pass


maiN to soyaa hii nahiiN...shab bhar kaa jaagaa huaa huN :D ab to 'ek hii baar sonaa' hai bas! :D

Re: Time pass


haan to so jaayein and baaqi dramai baatein naa karein ;)

Re: Time pass

hahaha…Draamebaazii meN hii mazaa hai :slight_smile: vaise, sone ko to so jaauuN magar sone ke ba’d honewaale ‘sawaal-jawaab’ se Dartaa huN…sunaa hai ‘sawaal-jawaab’ zabaan-e-Arabii meN hoNge aur mujeh to Arabii aatii nahiiN! :cb:

Re: Time pass

face dhoo ker ayoo .. shair dar k bagh jayee ga .. :frowning:

Re: Time pass

Yeh kisne kaha KKF tum kooch karo.

Re: Time pass


Inshaa Jii...kal unkii Birthday Party meN gayaa thaa...vahiiN unhoN ne Hukm diyaa :)

Re: Time pass

To aap ki pohunch Aalam e bala tak hain. Aap Pakistan aaiye hum aap ka naam devaron pe likhwaege 'Aamil KKF, Mehboob aap ke qadmon main.. BIwi HairaaN saas PareshaN'

Re: Time pass

mein make uo come kerti hoon :emmy:

Re: Time pass

haaye meray ALLAH aaj itna depression kyoon. tabhi keh rahi hoon aisi nahi achi achi baatein karein

Re: Time pass

mai nhi manta … :mocking:

Re: Time pass


**ok ji...


poNchh kar ashk apnii aaNkhoN se
muskuraauuN, to koii baat bane!**** :)**

ab Khush, mem saab? :)

Re: Time pass

Say hi to me, I'm here