Time pass

Re: Time pass

**hahaha…


Khauf-e-tashKhees se bezaar huye
usii launDe ke phir giriftaar huye ;)****

yeh misl sach hai k insaan nashe kii Haalat meN hii sach boltaa hai…agar siyaasat-daanoN se sach ugalvaanaa hai to press conference se pahle unheN pilaa kar dhut kar denaa chaahiye…magar, kia kareN Jigar kaa qaul bhii to hai k:

**nasha pilaa ke giraanaa to sab ko aataa hai
mazaaa to jab hai k girtoN ko thaam le saaqii