Time pass

Re: Time pass

:rotfl: @ silaaii mashiin…vaise, yeh automatic hai yaa hatthe waali hai? ab silaaii, kaRhaaii, bunaaii karne waali Khawaateen naa_paid aur naa_yaab haiN…ab kaun unheN DhoonDhe charaaGh-e-ruKh-e-zebaa le kar!…ab to kalaboN, baazaaroN, aur parlaroN meN paaii jaatii haiN :slight_smile: achchhaa hai, hameN unheN dekhne ke mawaaq’e ziyaada muyassar aate haiN :smiley: