Time pass

Re: Time pass

aisii baateN nahiiN karte…marne ke ba’d kiuN? marne se pahle hii ham likhvaa deNge :smiley: j/k Allah sab ko salaamat rakkhe…dushmanoN ko bhii taa k ziyaada se ziyaada vo gunaah kamaa sakeN :smiley:

**panghaT pe nand laaloN ko chheRte huye to maiN ne dekhaa kia Khud bhii chheRaa hai :wink:

****vo unkaa dopaher meN panghat pe aanaa yaad hai! :wink:

**yehii merii pasand hai :slight_smile: