Re: Time Pass …….
Lo phir Faris tumhary naam …
Chaand key Chandi Mein Rotti Kha Raha hoon
Faris tumhari yaad mein aanso baha raha hoon ![]()
Re: Time Pass …….
Lo phir Faris tumhary naam …
Chaand key Chandi Mein Rotti Kha Raha hoon
Faris tumhari yaad mein aanso baha raha hoon ![]()
Re: Time Pass …….
![]()
Yaar ehsay maat kaho ![]()
Allah hum ko ik din naseeb kareyga ke hum saath bet kar dunya ko chakar dengay ![]()
Re: Time Pass …….
bhai woh salam khatam ho gia tha aur mein Rokhi rotti kha raha tha iss liye tumhari yaad aai kah tum say Gur mang laita :D
Re: Time Pass …….
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, vaada kiya sitaron ne saath dene ka, subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda.
Re: Time Pass …….
Zaroor milegey.
Zabardast :k:
Re: Time Pass …….
Saira sari dard bhari poetry aaj he karni hay kia
Teez souraj mein chalay aatay hain meri janab
Dostoon nay mujhay Sahara ka shajar jana hay ![]()
yaar sattu piye hoye to lagta hay Sadian beet gai hain
… Sattu mein shakar bhi daltay thay na ![]()
Re: Time Pass …….
@Sannan:
@sarmad786:
@being lonely:
@Faris Udeen:
@Boredman:
@lethal kamikaze:
@aaliyahkhan1:
@Little Princess:
@virgo girl:
@Mountains:
@RabZZZ:
@dard1:
@Dania:
@Shazia Arif:
@goodnews:
@Little Princess:
@neha:
@punjabi kuri:
@waleedhbk:
@Daanie:
@babri:
@sara javed:
@momo khan:
@alimani786:
@bellacullen:
Teri Zinndagi main Qudrat Woh Rangeeniyaan Samo Day
Teri Shakhsiyat K moti Kuch Aur Bhi Haseen Hoan!!!
Re: Time Pass …….
^ Waah bohat khoob :cobra:
Re: Time Pass …….
Maat poocheyo ke hum waqt kassay guzara karteh theh…
Bin chand se suraj ka kya jeena…?
Bin panee se samubdar ka kya jeena…?
aur bin GS se is Faris ka kya howga…
?
Ab tak kilye aaj mera yaheen akree sher tha, shayad phir kisee GS ke mor par mulakat ho kisee din.
Aaj kilye bus Allah hafiz…
![]()
Re: Time Pass …….
tum ne humain yaad kiya hum ne tumhain yaad kiya
yeh yaad karny karwany mein aik omar hi beet gai ![]()
Re: Time Pass …….
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do ![]()
Re: Time Pass …….
Hum se us ne kaha ke aankh maar do
Hum ne un ko punjabi mein kaha ke Sada imaan majboot hay
Re: Time Pass …….
^kya??? ![]()
Re: Time Pass …….
Yeh ky ahu raha hai:chai:
wah wah :eek: Faris yaara aap to baray zabardust sha’r niklay ![]()
Binna hamaray GS ka kia hoga
Wohi hoga jo manzoor-e-khuda hoga :shireen:
@Faris Udeen:
:wsalam:
hum time pass kar rahay hain :cobra:
@goodnews:
Aankh maaray O Larki Aankh Marray ![]()
Seeti bajay
hosh urray
beech chowk mein qalabazi khai ![]()
@maya7492:
Jub hum say millo gaiy hum pao gay Mukhlis
Har Chand kay Ikhlaas ka Da’wa naheen kartay ![]()
Re: Time Pass …….
@Sannan:
jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kaha khud khushi kar le jalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi :hinna: :cb:
:salam2:
tum loog salam karna bhool gai ho ![]()
buhat uddas poetry
@aaliyahkhan1:
Door say daikha to Larki Baal sukha rahi thi
pass ja kar daikha to gaiy (cow) dum hilla rahi thi ![]()