Time Pass …….

Re: Time Pass …….

Jaan bee haree, jee be harya...

lekin kitheh ladya pyar... na aya. :(

Re: Time Pass …….

Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla, dosti ke naam par hauwa nikla,
Jo roka karte they humein sharab peene se, aaj unki jeb se pauwa nikla :smokin2:

@Faris Udeen:

Re: Time Pass …….

Waah kya shayree… :lajawab:

Aaj hum donnu hee kya saray sher pureh garengaay?

Baki kahan hain saab log… :cobra:

Re: Time Pass …….

wah kia she’r kah dia

Aaj hum donnu hee kya saray sher pureh garengaay?
Baki kahan hain saab log…

Lagta hay chonna mandi gaiy hain sub
aabhi kuch dair mein aatay hoon gay sub

lo huqa peo :cobra:

Re: Time Pass …….

Banda aap kee mehmanawazee par yehay umeed rakhtha tha :cobra:

Re: Time Pass …….

lo phir :sunnyboy:

Ek jaam ulfat ke naam,
ek jaam mohabat ke naam.
Ek jaam wafa k naam,
puri botal bewafa ke naam,
Aur pura theka doston ke naam
:omg:

Re: Time Pass …….

:lajawab:

:rotfl: Kyaa baat hain!

Re: Time Pass …….

lo g phir aik taza kalam …

Gori Paan mat khaya karo, :nahi:
honto par lali ati hai.
Gori Paan mat khaya karo,
honto par lali ati hai.
By god tere bhari bharkam sharir ko dekh
meri jaan chali jati hai :hayaa:

Re: Time Pass …….

kis hathi ki baat ho rehi hai??

Re: Time Pass …….

Doston ke khater hum nay kia kuch nahi kia Faraz


Un ko pasand the roshni or hum nay khud ko jala diya....

Re: Time Pass …….

:smack: itna acha shar time pass main.

Re: Time Pass …….

@lethal__kamikaze: mainy kab kaha k u meray bhai ho :zobo:

@Sannan: sh’er is good but ye jo ooper chawwali mari thi na ye na marty to acha comment hota

Tmhay haq hay jahan chahy is shair ko fit kardo…

zabardast

Re: Time Pass …….

Aaaj abhi is waqt mein :champ: online ho :slight_smile:
or mere khouf se sb dr ke mary offline hain :cb:

:mocking:

Ya Elahi khair …petrol chirka tha kah matii ka tail ???

Bhai kis waqat online thay mairay yaar :konfused: time he likh dia karo …

:salam: :yawn:

Re: Time Pass …….

sanna :mocking:

Re: Time Pass …….

@Sannan:

Dil udaas ho to baat kar lena
Dil chahey to mulaqat kar lena
Hum rehte hain aap hi k dil mein
Waqt mile to talaash kar lena

Re: Time Pass …….

@virgo girl:

aziz ittna rakho kah g sanbhal jai
aab iss qadar nah chaho kah dum nikal jay :rose:

yun gawara nahi mujhe jeena bin tere
tu kyun hai juda koi to wajah bata de mujhe
kuch aur nahi to kar itna karam
jahan tu yaad na aaye koi aisi jaga bata de mujhe :teary3:

@Sannan: