nai yea ghazal hay khushfahmee nai 
theak thaaak hon ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain
ghazal sun raha hon
sania ki pics daikh raha hon
aor yaha par post kar raha hon
ye sania kon hai :aq:
aaaj aaap kakrooch ka qeema bana lain
ya phir chipkali fry kar lain
ye dono chezay to hain nahi kaha say laoo 
be sabab ashak beh nai sakte
koi pathar pigal gaya ho ga