Re: Time Pass
![]()
Re: Time Pass
![]()
Re: Time Pass
roz aya karien phir nai sunnna parhian gi ![]()
Re: Time Pass
okay:rolleyes:
2x2=4
2x3=6
2x4=8
2x5=10
2x6=12
2x7=14
2x8=16
2x9=18
2x10=20
![]()
Re: Time Pass
^ yeh wali Punjabi tu samajh aa gayee thee. Aap say kis nay kaha tha translate kernay ko. :)
Kabhi kabhi aanay per itni sunna paRi tu roz aaon ga tu na janay kia haal karo gay. baRha baRha ker jafaaen jhuka hee dogay kamar.
Re: Time Pass
itni dair mai sunaya, yaqeen calculator use kia. ![]()
Re: Time Pass
awww ![]()
wasay mujhay pahlay hi samjh agaye thi ![]()
Re: Time Pass
woh kaisay detay hain. :)
acha suna to diya na ab mujhay repu points dain :LB:
Re: Time Pass
I approve.
aur kuch
but why it says you are a top class flooder?
yeh 2 chotay chotay monitors kia hain?
Re: Time Pass
yeahhhh :AID:
thanks ![]()
Re: Time Pass
ye sub kay asa hi ata :D ap apna dekhay yehi likha aye ga :D
Re: Time Pass
ab kia hoga iskay baad.
waisay bhi meray points aap say ziada hain ![]()
Re: Time Pass
ap nay apni reup power off ki hai isliye ![]()
Re: Time Pass
mery pass 3 stars hain 4th milany wala hai ap kay pass ek bhi nai ![]()
Re: Time Pass
aray ayween mai propaganda kertay hain keh mai flooder hoon, mai tu yahan roz aata bhi nahee. :halo:
Acha 4:30 hogaye. Allah Haafiz. see ya on Monday. have anice weekend. ![]()
Re: Time Pass
khair abhi bhi nahee aaye woh monitors. yahqeen aap per CID lagai hui hai GS nay aur 2 log aap ko monitor ker rahay isi leay woh symbols wahan hain. :p
Re: Time Pass
kon sa symbol ![]()
chlay theeek drive safe ![]()