Re: Time Pass
jiti rahien khush rahien
ab news main har terf hamgamooo ki khabarien hain like kahi train ko nazar-e-atish kar diya, kahi par hospital ko kahi bass ko kahi caroon ko
ab wo loug bichare jo offices main the abhi tak wohi hain and pata nai kitne dair tak un ko wohi rehna parhe ga
almost sab road band ho chukay hain