Time Pass

Re: Time Pass

thankoooooooooo v much
aur me ko bhi bhook lagi hai

Re: Time Pass

Mein tou chalee
Allah Hafiz!!!!

Re: Time Pass

walikum salam
kaisay ho ahmer
yeh kia
tum nay bandar baich k billi layli:D

Re: Time Pass

innocent meri ghazal nahi parhi na aap ne :teary2:

:((

Re: Time Pass

oho.. wo to mera chintu hai.. abhi bhi hai.. ye billi nai nai haina jabhi dancing :bobo:

ye meri bobo hai

Re: Time Pass

gud yaar
pora zoooo he u k pass hai

Re: Time Pass

nahi i have a dowgy, a panda, a cow, a monkey, a sheep, a bhaalo, aik chhota dowgy, aik sponge bob, aik tweety..

bus :$

Re: Time Pass

achaaa baasssssssssssssssss itnay say:(

Re: Time Pass

Hello :waves:

Re: Time Pass

g innay se.. :(

hello tum bin :)

Re: Time Pass

hi
:wave:
kaisi hain

Re: Time Pass

hi **
**Aap is waqt ???

2 Likes

Re: Time Pass

brb

Re: Time Pass

sub chalay gayay

Re: Time Pass

walikam salam
jitay rahien khush rahien
main to theak thaak ALLAH ka sukar hay aap kese ho

always welcome
main nay to dawat di thi :slight_smile:

take care sis
b happy n keep smiling always
ALLAH HAFIZ :slight_smile:

main nay aaaj kal kuch b nai parha aaj kal time hi nai mil raha kuch parhnay ko bummer aaaj pata nai kitnay arse k baaad poet 2 main gaya hon and daikha apni apni poet b hay first page par jis main mian nay abhi reply karne hain :smiley:

hello 2
asalam-o-alikum wave

nai main a gaya blush

Re: Time Pass

inni dair lagdi khana khanay main
kitna kha lya?

Re: Time Pass

khanay k baaad ami ki tangain and paoo daba raha tha :-)
wese mujhay lagta hay main nay kafi zaida kha liya hay :-D

Re: Time Pass

han na
mujhay bhi lag raha hai
k khatay he rahay hain
buss ammi ki tangain dabanay wala kaam he acha kia

Re: Time Pass

**i m good **


aap kesay hain :slight_smile: ?

2 Likes

Re: Time Pass

pore din main kuch nai khaya tha mai nay aor na hi subah nashta kiya tha is iay raaat ko .....................