Re: Time Pass
acha hoti hoon gee mujh kiya pata kon sa main kabi khayi hai app ko better pata ho ga. MM app ne b khayi hai kabi?
khabi kha k daikhian na aap ko b pasand aiay gi :D
MM ko to daikh daikh k main ne khana start ki thi
me jail me teh :p
:AID:
abhi abhi to ramzaan khtam howa tha aap ko phir qaid main dhaal diya gaya :p