Re: Time Pass
Jiti rahien khush rahien ![]()
Yes Sir ![]()
Jiti rahien khush rahien
main theak thaak ALLAH ka sukar hay aap kesi hian
kuch b nai pehlay office phir uni and abhi kuch dair pehlay ghar yaya hon and abhi dinner with tea ki tayri ho rahi hay ![]()
aaaap b jiti rahien khush rahien chaiiiii wali masssssssssiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
kesi hian aap
and what about ur kuch din pehlay wali assignmnet