Time Pass

Re: Time Pass

yonhe bheg do meyn next eid pe ajaon gee gosht deine :p

Re: Time Pass

:aq:
ye sodaa kafi mehnga hai…
rahnay dou…

Re: Time Pass

bass sirf batain he chal rahi hain
aur jo kha raha hai wo khayay he jarha hai:D

Re: Time Pass

DeadSoul, buhut buri baat hay, aap nay KID ko naraaz kar diya :)

Re: Time Pass

yaar, in becharon ko khud ek aadh Palail Khana mila ho ga, meri tarhaan.
wo becharay us mein say tumhein kya dein ..

hahahah

Re: Time Pass

aray hamari kia majaal
yeh to bachay he....

Re: Time Pass

yaar ub MM ko darao to nahi, itnay khaloos say to offer ki hay
bus thanks keh dena tha, ub us ko sharminda to na karo

LOLZ

Re: Time Pass

jese ap ke merzee he :frowning:

Re: Time Pass

tum tie dum.. hm hm hm.. la la la..

Re: Time Pass

ghareebon ki suno
wo tumhari sunay ga
tum thoray daal chawal dogay
wo pora restaurant daiga

Re: Time Pass

Hmmm, Jenaab phir bhi haath thora hola rakhein

Re: Time Pass

apka mantar asar kargaya
MM kabootar ban gayi hai

Re: Time Pass

:sadiyah:

Re: Time Pass

Khair to hay Ahmer Bhai, Kahein aap ko bhi to bhook nahi lagi hoyi jo aisay gaa rahay ho :)

Re: Time Pass

lolx.. :blush:

Re: Time Pass

Hahaha,

Khaali pait parha howa Mantar to buhut khatarnaak hota hay. hahhaah

Re: Time Pass

me abhe ap ke office atee hoon ur ke:halo:

Re: Time Pass

:smilestar:

Re: Time Pass

abab ji
hamain bhi koi mantar bata dain
"mehboob ap k qadmon main" wala

Re: Time Pass

Welcome Arsalanh