Re: Time Pass
Nikami Jee Aap Aaj Kaafi Fresh Lag Rahi hain yahan to chuti hai aaj BENAZIR sahiba aa rahi hain aap kion fresh hain u like her
plus apko user note post kitta dekh k jaaiye ga
me fresh nahi hia bohat neend maiN hai is waqat 11:40 huwey haiN aur subha 7:30 job hai :( soocha ap log kafi dino baad nazaR aiey chalo aik do baat he kaR jaa'ey :) aur idea's lay k poetyr maiN kia new shoro kaRna chaiye ap dono se :)