Re: Time Pass
hum theek hain aap sunaein kya haal ehwaal hain !
btw sonia jee dubai se karachi aa nahi sakti itnay short time mein
aur hamray ds bhai bhi singapore mein ghoom rahe hain ! plus nakhan bhai ne abhitak contact nahi kia !
jis din woh contact kar lein ge date fix kar di jaye gi ap ko bhi ph karonga ! atleast 4 5 log hon ge !