theek hai aap karti nahi hain shumaisa ka dil toot gaya aik dafa win na karnay ki wajah se tahreem miss apnay kisi aur group mein bz hain jhanjharewali fiji gayi hain woh wapis anay ka naam nahi le rahi aabla paa chor k chalay gaye baaki phir peechay bacha kya !