time pass...WELCOME AUGUST ~*~ پاکستان زِنده با د‎ ~*~

Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د‎ ~~

easa he aik aur…

Police choor se … tum aik he store ma 3 baar chori karne kyu gaye

Choor … sir kya karou. pehli baar biwi k leya aik dress chori kerne gaya tha. usko bassand nahi aaya to baqi 2 dafa us ko change kerne gaya tha.