Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د ~~
acha
maiN nay tou dobara PTV Gold par jub puranay daramay cahltay thay tab daikha tha aur buhat pasand aaya tha aur khas tour par aaj kal youtube par Alif noon, nanhay key adakari kia zabardast hoti thi …bay sakhta, aaj kal to bhaand he hotay haiN bus ![]()