time pass...WELCOME AUGUST ~*~ پاکستان زِنده با د‎ ~*~

Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د‎ ~~

hamaisha se yeh tareeqa raha hai k subha sawairy topon ki salami di jati hai
baad mein 8-9 bajy azadi parade hoti hai
laikin ik dafa imran aur qadri ki waja se yeh sari taqreebat jaldi karni pari hain
takeh kisi qisam ki badmazgi na ho