Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د ~~
shak? :o haaawwwww!!! mujhe pe shak kiyaa? mujh pe shak kiyaa to goyaa politician pe shak kiyaa…ham hargiz jhooT nahiiN bol sakte…yeh to hamaare Khameer meN hii nahiiN! ![]()
vaise, du’aa sivaaye ‘Pakistan paaindabaad’ ke sivaa aur kia diyaa jaa saktaa hai…log sudhar jaayeN to Pakistan sudhar jaaye…hai na?