Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د ~~
maiN ne to dil hii dil meN hazaaroN de diiN…sawaab kamaa liyaa…vo kahte haiN na k is haath se neki kar aur us haath ko Khabar na ho…
…chaleN, aapko aazaadii mubaarak ho…magar aazaadii kaa naajaa’iz faai’da koii na uThaaye! ![]()