Re: time pass…WELCOME AUGUST ~~ پاکستان زِنده با د ~~
lagan kia jhooTii bhii huaa kartii hai…
vaise, maiN lagan se matlab shaadii samjhaa [lagan=shaadii in Hindi] ![]()
isii lafz se lagaan banaa hai … shaadii ke ba’d biwii ko saarii 'umr lagaan [tax] dete rahe…apnii Ghalatii kaa! ![]()