Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
oh I see
sahi
fir Aapka kiya khiyal hai k
Amma ko chahiye k abbe aur us k beton ko khoob set kare:e6:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
oh I see
sahi
fir Aapka kiya khiyal hai k
Amma ko chahiye k abbe aur us k beton ko khoob set kare:e6:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
aaf course ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/23779671.jpg
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
theek hai fir
isi baat pe pakke rehna
Hum Aap k bachon ki amma se kahein ge k Apne bachon k abba ko roz do dafa bailan maara kare
bailan na milne ki soorat mein chamche se bhi kaam chalaya ja sakta hai
Umeed hai afaaqa hoga:sunnyboy:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
naqs e amn ka bais banene wale mashware apne paas rakho ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Aap k sailaab ka kiya bana??
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Aap k sailaab ka kiya bana??
abhi to pani Punjab main hai... agle week Guddu aur Sukkur Barrage tak puhunche ga.. suna hai Sukkur Barrage ka ik darwaza toota huwa hai. marmaat ab shroo ki hai. Alah rehm kare
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
leh hune mukar gaye
Hum 2 gawah bhi laain ge jald hi
ab to paRe hi paRe
ab tera kiya hoga chunri baabu:bobo:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
abhi to pani Punjab main hai... agle week Guddu aur Sukkur Barrage tak puhunche ga.. suna hai Sukkur Barrage ka ik darwaza toota huwa hai. marmaat ab shroo ki hai. Alah rehm kare
abhi sargodha k qareeb hai
Jhang k qareeb bhi khatra hai
18 hazaari waala bann thorne ka faisla ho chuka
dhurr
pi k baitha tha kiya CM of Sindh
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
abhi sargodha k qareeb hai
Jhang k qareeb bhi khatra hai 18 hazaari waala bann thorne ka faisla ho chuka
dhurr
pi k baitha tha kiya CM of Sindh
wo to hamesha se Meer Taqi Meer ki iss ghazal ka namoona hai:
Yaaro mujhe maaf rakho, main nashe main hoon
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
niii hi ni hunn mukar gaya niii.. dil da jaani.. sayyon ni mere dil da jaani ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
itni puraani akhbaar mein kiya likha hai??
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
wo to hamesha se Meer Taqi Meer ki iss ghazal ka namoona hai:
Yaaro mujhe maaf rakho, main nashe main hoon
Us ko utha k darwaaze ki jaga baandh dein
use konsa pata lagna hai
woh to nashe mein hai na
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
itni puraani akhbaar mein kiya likha hai??
Congress ki khabren... Mughiyana kon hain?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
ab to qalamband ho chuki baatein
ab laakh chhupaao
chitter barabar parrein ge:wink:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Congress ki khabren... Mughiyana kon hain?
Pata nahi
saanu ki pata
un k naam se mashoor tha yeh shehr
bole to mighiana kehlata tha
fir Jhang hua
pehle pehl is ki sarhdein multaan aur sheikopura se milti thin
FSD,chiniot,toba waghera waghera
is ki tehsilein thin
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
ye zawal aap ki tashreef awri ki waja se to nahin huwa?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
back with kamyabi… ![]()
nahi nahii…