Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
yahaN to maHfil e shabaana chal rahii hai…mai-e-shabaaba bhii hai magar shabaana nahiiN! ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
yahaN to maHfil e shabaana chal rahii hai…mai-e-shabaaba bhii hai magar shabaana nahiiN! ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
yahaN to maHfil e shabaana chal rahii hai...mai-e-shabaaba bhii hai magar shabaana nahiiN! ;)
shabana hamare paRos main ik khatoon thi, jo bechari bachpan se hi aisi baten karti thin jaisi abhi aap ne ki hai
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
shabana hamare paRos main ik khatoon thi, jo bechari bachpan se hi aisi baten karti thin jaisi abhi aap ne ki hai
shabaana maiN ne "lower case s" se likhaa hai...shabaana kisii laRkii kaa naam nahiiN...
shabaana = daily
se muraad thii. :D
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
iss tarah ke comment post karne per ik doosre forum main posters ko troll keh dia jata hai ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
trolling to GS kaa hii Khaassa hai. ham GS kii paidaavaar haiN! ![]()
vaise, troll kii Urdu kia hai?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
trolling to GS kaa hii Khaassa hai. ham GS kii paidaavaar haiN! :p
vaise, troll kii Urdu kia hai?
troll ki Urdu hai Gashti :D
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
troll ki Urdu hai Gashti :D
lolz...
tauba tauba. :D
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
lolz...
tauba tauba. :D
Mobile phone ki urdu pata hai?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Mobile phone ki urdu pata hai?
jawwaal?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
jawwaal?
Gashti Phone :D
Acha Anchor Person ki Urdu pata hai?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
ek baar maiN ne ‘jawwaal’ kaa lafz bhii Toronto kii kisii masjid meN likhaa dekhaa tha.
Gashtii fone sounds a bit odd because it means something else.
gashtii = prostitute. ![]()
mere Khayaal se anchor person ko “saaHib-e-langaR”? ![]()
langaR = anchor ![]()
vaise, mezbaan bhii kahte haiN…
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
aj sab chutti per hein kia:aj:
masjid me sony walo utho:cheer:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
anchor person = langar-baaz, like kabootar baz, patang baaz, wagerah wagerah ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
lol hahaha…
…vaise, langaR-baazii bachpane meN ham log ek khel ko kahte the jis meN patang waale manjhe ke end par ek chhoTaa saa kanche kii size kaa pattar [weight] baandh kar ek dusre se pech laRaate the aur jiskaa manjha kaT jaataa thaa uskii haar ho jaatii thii yaa vo phir maidaan men aa jaataa thaa ek naye langaR ke saath … lol
aur haN, moHarram meN jab ta’ziyah nikaltaa thaa to us waqt to pulaao yaa khhichRaa baaNTaa jaataa thaa use bhii to ‘langaR’ kahte the. yehii silsila GurudwaroN meN to roz hii hotaa hai.
langaR = free food for all. ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Muqa should have majored in history instead of accountancy.
PS: Random thought
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
idea bura nahin.. My immediate boss, who is also into literature and poetry says ‘Accountancy is soul sold profession for us’, but ab to ik umr guzri hai iss dasht ki siyahi main :hinna:
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
lol hahaha...
...vaise, langaR-baazii bachpane meN ham log ek khel ko kahte the jis meN patang waale manjhe ke end par ek chhoTaa saa kanche kii size kaa pattar [weight] baandh kar ek dusre se pech laRaate the aur jiskaa manjha kaT jaataa thaa uskii haar ho jaatii thii yaa vo phir maidaan men aa jaataa thaa ek naye langaR ke saath ... lol
aur haN, moHarram meN jab ta'ziyah nikaltaa thaa to us waqt to pulaao yaa khhichRaa baaNTaa jaataa thaa use bhii to 'langaR' kahte the. yehii silsila GurudwaroN meN to roz hii hotaa hai.
langaR = free food for all. :)
Urdeu bazar main Indian urdu books ki sale lagi hui hai aajkal. maine aaj viist kiya aur 'Qomi Council barae Farogh e Urdu Zabaan delhi' ki publish ki hui 3 books lin.
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Urdeu bazar main Indian urdu books ki sale lagi hui hai aajkal. maine aaj viist kiya aur 'Qomi Council barae Farogh e Urdu Zabaan delhi' ki publish ki hui 3 books lin.
wow...achchhaa...great. :) kaun kaun sii books liiN?
kia yeh event aam hai? matlab Pakistan ke bazaaroN meN Indian books kia sar-e-'aam biktii haiN?