Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
mujy zeada nahi pata per :area kafi qareeb tha chaloo shuker to ab baby kahan terta phir rha hy
pata nahin kisi laari adde pe tha.. gaaRiyon ka shor aa raha tha

aur sunaen ye shehr ke halaat ko phir kia ho gaya.. 10 din double sawari pe pabandi lag gai
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
![]()
ap ko sailab nhai aaya?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
karachi main samandar hai… sailab to darya main aata hai
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
pata nahin kisi laari adde pe tha.. gaaRiyon ka shor aa raha tha
mahajr bana hua tha
chora apna ghr?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
karachi main samandar hai..... sailab to darya main aata hai
to sab sailab ap k pass
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
mahajr bana hua tha chora apna ghr?
kal shaam main shehr ka band toot raha tha.. aaj 18 hazarri wala band tora to shehr se khatra talla hai
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
![]()
g…In logon ki Aapas ki BandarBaant ki wajha sy safa`e nahi ho rahi Shehar ki
Aapko BaRi Jaldi hy Dobonmay ki…?![]()
Sailaab to Asif ka masla hy…Uska pata krwa`any
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
to sab sailab ap k pass
keh rahe hain ke Sindh main pani ki shortage hai khas tor pe Kotri downstream per.... to Kotri ke baad karachi tak koi masla nahin hoga
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
parson haRtaal hai?
neend ![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
keh rahe hain ke Sindh main pani ki shortage hai khas tor pe Kotri downstream per.... to Kotri ke baad karachi tak koi masla nahin hoga
chaen shuker hy per mujy samj nahi aati barrage kion nhai banaty
jab pata k her saal sailab aana
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Ehtijaaj hi kr sakty hyn ye log…HeRtaal to mushkil lagti hy
Itni jaldi…?![]()
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
chaen shuker hy per mujy samj nahi aati barrage kion nhai banaty jab pata k her saal sailab aana
ye to India mehrbani kar deta hai her saal. baqi sab aapas main laRne main poore hain....
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
haan yehi lagta hai..
bus neend aa rahi hai.. aankhen bojhal ho rahi hain. aap ki taraf sab set hai na?
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
haan yehi lagta hai..
bus neend aa rahi hai.. aankhen bojhal ho rahi hain. aap ki taraf sab set hai na?
Theak kahan hyn.........Korangi 5 py bhi 3 tapka`ay hyn
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Theak kahan hyn.........Korangi 5 py bhi 3 tapka`ay hyn
aaj lagta hai kisi ne muthi khol di hai
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
ye to India mehrbani kar deta hai her saal. baqi sab aapas main laRne main poore hain....
pata to hy na k usny kerna hy phir bhi kuch nhai kerty
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
aaj lagta hai kisi ne muthi khol di hai
:( lagta Kuch aysa hi hy
Kal bhi shayad 11 thy
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
jis copy me uska no tha vo pata nhai kahan hei
Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
Bohat Bura howa