Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
boht khoob
chalo yehi sahi
wafa hi to karni hai
aise nahi to waise sahi
kiyon re
chiRyaan pakarne jaana hai jo marne ka time nahi:ASA:
tu bhoole to teri chiRyaan urr jaain
Main bhoolon to koi chiRya tere haath na aaye
shareef logon se panga nahi lete:sunnyboy: