Time Pass*~*SALAM SiTam BER ~*~

Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~

:alhamd:
Or kia ho raha hy aaj/kal…?

5/6 days sy kaam nhi kiya…nahi evo ko daikhnay ka time mila
BaRi Phuppo ki Tabiyat bohat Kharaab thi…Un ki daikh bhaal mein masroof thy sab
Friday night ko unka Intiqaal ho gaya…