Re: Time Pass*~SALAM SiTam BER ~~
yaar Project akhri stage par hay aor maar dhaar jari o sari hey
yaqeen karo office mein qadam rakhta hon aor table papers say bhari hoti hay dharadar dhar kaam aor sham ko clear kar k nikalta hon to aglay din ![]()
neem pagal ho gia hoon ![]()