~*~ TIME PASS~*~ MaY...........

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

kharidi to nahin.... bahir se cheezen khana mana tha. hum burger log hain uss area ke :p

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

orr board bhi
kabhi gai college dobarah

me gai thi per acha nhai laga doston k begr

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:eek::hayaa:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/61271612.jpg

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

nahin papers ke baad kabhi jana nahin huwa.

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

phir karachi aagai aap

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

Abhi Kamsin Ho Rehney do, Kahin Kho Do Gi Dil Mera
Tumhary hi Liye Rakha hai, Le Jana Jawaan ho Kar

Jawab.......

Na Kamsin Hun Na Nadaan Hun, Muhabbat ko Samajhti Hun
Tumhaara Kya Bharosa hai, Mukar Jaao Jawaan ho Kar

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:cb: yi waqt kamany me hi guzarty rahen gy to esa hi hoga

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

bachapn me yi haal hy jawan ho ker kia hoga :smack:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

ek aur tasweer Higher secondary school ki. ye ek Hindu ne banaya tha aur uske naam per hi tha. phir beech main naam badal ke Govt Pilot school rakh diya. jab hum gaye to doobara purana naam bahal huwa lekin logon ki zaban per nahin aaya. iss school se Sindh ke 2 CMs ne paRha hai ‘Abdullah Shah’ aur ‘Liaquat Jatoi’.

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/67811463.jpg

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/65023496.jpg

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

haan. lekin certificate pe ye nahin likh ke diya ke aala taleem ke liye chale gaye :p

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:rotfl:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

aala Taleem k liya Karachi…?:eek:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Ye PPP walon ne banaya hai last govt main

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/69130818.jpg

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/69130826.jpg

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

BAK HARI suna suna sa naam hy
vo kon thy
vese mujy acha nhai lagta jab pak me
naam badal dia jata hy kion k vo hindo ya orr log thy

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:emmy: to hor nahin to kia?

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

Bak Hari nahin Parma Nand Hari Das naam tha uska

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

kion karachi nhai to kahan

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/94729382.jpg

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/73570652.jpg

http://mw2.google.com/mw-panoramio/photos/medium/67593748.jpg

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Main ny kuch or to nhi kaha…bas poocha tha?