~*~ TIME PASS~*~ MaY...........

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

kiya kisi ki shadi ki shopping main masroof hain?

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

aagahi azaab hai :hehe:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Cuz ab bari ho gaye :hehe:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Shukar Aap ny Accept to kia…:stuck_out_tongue:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Aap kaun, aap ka nick pehlay nahin dekha. :hmmm:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Kya haal chal hai ?:faizy:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:hugz: kya huaa ? Sleepy ?

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Whts agahi now ?:bummer:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Mai new member hoon :@:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

pehlay kab krta tha…?:hmmm:

ye sawal kun aya zehan me?

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

woh ham sab ko malom hai.

naam say little hata deny say bara nahi hojata hia… :hehe: Nice change…

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:alhamd:…Malik ka Karam hi Karam hy

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

haN, yeh to kamaal ho gayaa!

vaise, LP ko apnii posting kii speed baRhaanii hogii kiuN k aap aahista aahista un se aage nikal kar unkii FIRST POSITION par qabza jamaane kii koshishoN meN lage huye haiN...

...slow N steady wins the race! :)
**
LP = 117,494
Muqwee = 85,501**

i difference of only: 31,993

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........

shadiyon ka season shroo hone wala hai.. ramadan se pehle aur baad main shopping boht hoti hai

not at all

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

aagahi = know how

wo jo kehte hain : Ignorance is blessing

ye bhe yad nahi

acha ji

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

Aap apna elaaj krwa`ayn…
Ye marz 2sron k liya bhi nuqsaan deh hy…

Farzana DawaKhana to yaad hi hoga…?:5:

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

:salam:

:eek: raat k waqt pata kon jagta hy