Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
**Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay, Main Taaha Tanha Hi Theek Hoon
Mujhay Chahton Se Dar Lagta Hay, **Main Nafraton Mein Hi Theek Hoon
Mujhay Rastoon Mein Chor Do, Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Na Dekhao Mujhay Raasta, Main Bhatka Hua Hi Theek Hoon
Meray Dosto Mujhay Chor Do, Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Mujhay Adawatain Pasand Hain, Main Dushmanoon Mein HiTheek Hoon
ehsan
May 23, 2014, 3:00pm
3262
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
**Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay, Main Taaha Tanha Hi Theek Hoon
Mujhay Chahton Se Dar Lagta Hay, **Main Nafraton Mein Hi Theek Hoon
Mujhay Rastoon Mein Chor Do, Mujahy Justuju-E-Manzil Nahi
Na Dekhao Mujhay Raasta, Main Bhatka Hua Hi Theek Hoon
Meray Dosto Mujhay Chor Do, Na Suljhaoo Meri Uljhanain
Mujhay Adavatain Pasand Hain, Main Dushmanoon Mein HiTheek Hoon
Kya howa, lagta hai pepsi nahin milee.
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
to khari rehne do
haath mat lagana
kahin gir gai to neeche dab jaogi muft mein:D
naak neeche
bike hi to hai
konsa jahaz khara hai:sunnyboy:
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
nahi kya ker lein gey
karna kiya hai
ek do dhappein maar lein ge…bas:smilestar:
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
kiyon:hmmm:
aisi konsi baat hogai:5:
jumaraat khas din hota hai kuch logon ke liye
jiia
May 23, 2014, 5:23pm
3272
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY...........
Mac flurry
yummmmm
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
maslan:hmmm:
yeni woh kuch log kaun hain:5:
ab jinno ka zikar na chhaer dena:e6:
Nain
May 23, 2014, 5:31pm
3275
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
Hum chaley shopping time :hm:
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
faqeer, malang… khusray aur molvi
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
parhaai tussi nahi kiti
te pitaai saadi:mad:
Restored attachments:
Re: ~~ TIME PASS~ ~ MaY…
khusre kab se naatein parhne lage:eek:
to Hum ko kiya samjh liye ho in mein se:sunnyboy: