Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
…Pati Dave ka Khanay py w8…?
gud gud
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
…Pati Dave ka Khanay py w8…?
gud gud
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
apko kia hy
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
oh............Aapko to sab maloom hy.............WOW
Ummat Akhbar paRho to sab pata chal jata hai.. wo to aisi khabren laate hain jaise na-maloom afraad unke numainde hon :p
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
yi dave ap ny acha kaha me to monster kehnti hun:omg:
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
me MADU BALA(aik eshq aik junon ) dekhungi
Madhubala ki aaj 500 ween qist hogi. hai na?
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
Syed Shakir Uzair ghayab kahan ho gaya? Ik thi guRiya ke baad nazar nahin aaya uska kaam? acha director tha
ab tou sab hi ghayab hou gaye koi pehle koi baad mein.... laawaaris ptv lol....
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
Ummat Akhbar paRho to sab pata chal jata hai.. wo to aisi khabren laate hain jaise na-maloom afraad unke numainde hon :p
Ye to Aapnay sahi kaha...........aysa hi kuch lagta hy
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
konsi women? wo to 8 March ko hota hai.. waise kehne ko to saare din unn ke hi hain.. bus khawamakhah ka rona machaya huwa hai
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
…Pati ki shaan mein Ghustakhi…?![]()
aysa Q kehti hyn…?![]()
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
lol, kyun key aap key zehan par har waqt khaana hi sawaar rehta hai…khaana khaana aur bas..
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
Madhubala ki aaj 500 ween qist hogi. hai na?
yeh kia hai madhubala?
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
lol, kyun key aap key zehan par har waqt khaana hi sawaar rehta hai...khaana khaana aur bas..
kaaaaab *mu khula hua
me to pakati rehti hun bas khati nhai
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
ab tou sab hi ghayab hou gaye koi pehle koi baad mein.... laawaaris ptv lol....
acha aap ne STN pe drama dekha tha 'Ajnabi'... kafi din se soch raha tha aap se poochne ka.. uss main Shafi Muhamamd Shah aur Roohi Bano the..
ek aur tha 'Dooriyan' Abid Ali ka... last time jab main Raibow centre gaya tha to shop keeper ne kaha le jao ache drame hain.. maine kaha naam hi nahin suna, aiwen hi honge
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
aj unka din tha ![]()
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
yeh kia hai madhubala?
Indian soap hai. maine naam suna hai.. showbiz section main log discuss kar rahe hote hain
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
yeh kia hai madhubala?
vo aik darama ki heroin ka naam hy
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
aaj kamane wale miyaon ka din tha kaam chor khawateen ka nahin ![]()
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
Indian soap hai. maine naam suna hai.. showbiz section main log discuss kar rahe hote hain
han uski heroin bohat khubsurat hy
es daramay per meri saas ne mujy lagaya tha
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY...........
acha aap ne STN pe drama dekha tha 'Ajnabi'... kafi din se soch raha tha aap se poochne ka.. uss main Shafi Muhamamd Shah aur Roohi Bano the..
ek aur tha 'Dooriyan' Abid Ali ka... last time jab main Raibow centre gaya tha to shop keeper ne kaha le jao ache drame hain.. maine kaha naam hi nahin suna, aiwen hi honge
naam tou suney suney hein, may be koi clip kabhi dekhaa tou yaad aa jaaye ga.... but stn key jo dramey achchey thay woh pata heiN hum ko, baaqi fazool hi thay.....
Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
kaam chor aami hoty hein
ap kerty kia hy sara
KURSI TORR ![]()