Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…
kon hamsayi.. aap ne Ibne e Insha ke kehne ke mutabiq ‘iss shehr se door ik kutya hum ne banai hai’ wala kaam nahin kiya.. jahan kuch der ke liye ek ‘patahn ka poot , pal main auliya pal main bhoot’ aadam boo aadam boo karta aata hai, baqi saara din ‘tanhai baal khole soi rehti hai’?