~*~ TIME PASS~*~ MaY...........

Re: ~~ TIME PASS~~ MaY…

aajkal pata nahin UK main HUmTV kon se drame dikha raha hai.. main to koi bi HUm TV ka drama nahin dekh raha aajkal. balke kisi bhi channel ka nahin… PTV pe ‘Nisf Sadi ka qissa’ dekhta hoon Saturday ko