ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

Re: ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

:hehe:

yani janab ke khayalaat me hum Gawaalay ban ke aate hein :d

gaya to me wahin hua tha pata hota to Baby ke liye Rus Malai bhaij deta..

khair nawazish hai aapki jo hame yaad kiya :chilly:

kese hein aap and ghar me sab kheriat hai ?