ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

Re: ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

baby ke jhang main gujranwala ki mithai aai hai.. He told me. maine poocha aisa kiya kahs hai? kehne laga oont ka doodh hoga. maine kaha :nahi: usne ppocha phir kiska? maine kaha sahiwaal ki majj ka.. usne kaha Hakuna ne to doodh bechna band kar dia hai…

bus issi bahane yaad kar lia aap ko :stuck_out_tongue: