ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

Re: ٹائم پاس ماہ جون - Time Pass June 2014 - الوقت ممر يونيو

nahi zamaney mae Qauid-e-azam mere rishtey daar they app ko nahi pata :omg:

mujhe app ki language se mere school ka kissa yaad agaya .. jab mic kharab hu gaya tah boltey boltey tu miss ki awaz** tahk tahk bahk bahk** arahi thi :rotfl: AHAHAHAHAHAHAHAHHAHAHAHAH ::omg: batahk ki awaz

mere typing bohut tezz kerty hun :emmy:

jab samjh ajata hai tu baar baar garey murdey ukharey ney se kya faida :smilestar: