Re: TiME Pass~~ JuLy ~~
Esa hi samjh lain kuch ![]()
Main rest karti to kaam kon karta. Wahan sub main khud karti hoon. Aur sar par khary ho k karwati hoon. Isi liye.. Gali gali b kaam k chakar mein ghoomi.. Oper se garmi itni aur light b nahi. Stupid krayedaar generator utha k room mein lock kar gaye ![]()