Re: TiME Pass~~ JuLy ~~
maiN Rozay Say MunsilaK Tama Kaam Khash-u-Wazu Say karnay Key Koshish Kar Raha hooN bus iss liye :halo:
Allah mairay aur Aap sub Kay Roazay, Namazain, Nawafil and Quran-E-Pak Ka Parhna Qabool Farmay (Ameen)
Ittni DuaiN Di haiN Iss month maiN Kissi nay Aap Ko Kia ![]()