TiME Pass~*~ JuLy ~*~

Re: TiME Pass*~JuLy ~~

mu band karne k mujko bohot se tarekaye aate hai, zaroorat pare to pooch lena.. :devil:
Referee koon hoga..? kis ko banaye gay..?

koshish!! .. janaab hum koshish nahi kerte bas haraa dete hain.. shuru ma har bhagne wala ese he kehta ha.. kheer.. chalo aik kaam kerte hain.. jis ko referee banayegay usi se pooch legay k kab aur kaaha muqabla hona chaheya.. :-):biggthumb:

jo shaggird ustaad ban jaye us se banga nahi lete, samji mari shaggirdnieee… :cool:

paint kyu.. ma dewar he nai banwa dou ga.. aap sar maar k pic to send karey..

Alif se aalou (aap), by se Bhalou (aap), py se panga na lena mujse.. :devil: