Re: TiME Pass*~JuLy ~~
Yup ho jaye :faris:
bohat tung karta tha. Main ne uska munh hi band kar dia
haraana aap ka shoq hai to jeetna hamara.
koshish kar k dekh lete hain
nahin mujhe moqa nai chahiye aap decide karain. Hum bhagne walon mein se nahin
ustaad b kabhi shaggird tha 
han jee. Oper paint kar dijiye ga na 
acha. Chalain phir parhain alif by py