Re: Time Pass … Jan 2@14
main kiyun lagaon aisa thread.. na to maine kisi ki majj chori ki hai.. na koi mujhe anaaj bhejta hai ![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
main kiyun lagaon aisa thread.. na to maine kisi ki majj chori ki hai.. na koi mujhe anaaj bhejta hai ![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
Kia haal hy Bro…?
Din kysa Guzra…?
Re: Time Pass … Jan 2@14
waddi aai Ateeqa Odho
Re: Time Pass … Jan 2@14
acha waqt jald guzar jata hai ![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
![]()
ahaa
aisa hi samjh lein filhaal
dushmano ki kami hai kiya jahan mein
kisi tut paine ne speaker khol diya hoga:hmmm:
oho
yaad kiya
oh haan
Jashn e Wilaadat Mubarak
Re: Time Pass … Jan 2@14
Guzar to Bura bhi jald hi jaata hy…Hum hi usay Apni soch sy taweel doraniya ka kr dyty hyn…![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
Philosophy of Bhai ![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
Aapko bhi Jashan e Baharaan Bohat Bohat Mubarak ho…![]()
Bro sy Poochayn, jiia sy poochayn un sy Aap ki khair khabar daryaaf ki k nhi…
Koi or bhi hy kia wahan jis ki rasa`e Volume tak hy…?![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
Kon sy…?
Wohi…? London walay…?
![]()
Wo aysa kab sy sochnay lag ga`ay…?
Re: Time Pass … Jan 2@14
Jhang ka baap ji:p
Us ka beta markazi jaloos ko lead kar raha tha
aur Sh Nawaz ne apne bus stand k saamne road block(2 to 3double cabin,gunmen) bandooqein taan kar k rok liya
k
Mujhe gaddi aage lagane do
but jab PP ka beta utra aur aage gaya to 2 3 baatein ki
tab khateeb e Azam ne ja k talk kalami roki
aur jaloos aage barha…
phir dobaraa aa gaya tha rally rukwaane:hehe:
but…![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
![]()
ishq ki dawa kahan milti hai bazaar mein
Re: Time Pass … Jan 2@14
Na lagaain
magar logon k threads se na jalo:barbie:
aur yeh naak…
Re: Time Pass … Jan 2@14
aap wahan paan bech rahe the.. 6 rupe wali fresh up 10 rupe main?
Re: Time Pass … Jan 2@14
TO bazaar jaanay ka keh kon raha hy…Elaaj to ghar mein hi ho ja`ay ga…![]()
AMMA ki Joti jab sir py paRay gi to Ishq ka bhot 9..2 =11 ho ja`ay ga…![]()
Re: Time Pass … Jan 2@14
wo boht bari cheez hai.. Jism 1 , Jism 2 ke baad Sindh 1 , Sindh 2
Re: Time Pass … Jan 2@14
Theek hai Ji
Aap kehte hain to theek hi kehte honge:smokin:
Muqa
Re: Time Pass … Jan 2@14
![]()
Mujhe cousin ne bataya
aur jis rally ko rukwaane aaya tha Us mein Hum bhi shaamil thay:smokin2:
Re: Time Pass … Jan 2@14
bad luck.. aap phir bach gaye
Re: Time Pass … Jan 2@14
Oh I seee
Really??![]()
Kiya Aap ka aazmoda hai:e6:
Re: Time Pass ... Jan 2@14
wo boht bari cheez hai.. Jism 1 , Jism 2 ke baad Sindh 1 , Sindh 2
ye to hy........Mushi ki taraf sy logon ka dehaan hata`ny ka herba hy.........